Yeh Ladka Hai Allah Songtext - Kabhi Khushi Kabhi Gham

Bano Ki Mehndi Kya Kehna
Bano Ka Joda Kya Kehna
Bano Lage Hai Phoolon Ka Gehna

Bano Ki Aankhen Kajrari
Bano Lage Sabse Pyaari
Bano Pe Jaaon Main Vaari Vaari

Bano Ki Saheli Resham Ki Dori
Chhup Chhup Ke Sharmaaye Dekhe Chori Chori
Banno Ki Saheli Resham Ki Dori
Chup Chupke Sharmaye Dekhe Chori Chori
Ye Mane Ya Na Mane Main To Ispe Mar Gaya
Yeh Ladki Hai Allah Hai Hai Re Allah
Yeh Ladki Hai Allah Hai Hai Re Allah

Babul Ki Galiyaan Na Chadkhe Jaana
Paagal Deewana Isko Samjhaana
Babul Ki Galiyaan Na Chadkhe Jaana
Paagal Deewana Isko Samjhaana
Dekho Ji Dekho Yeh To Mere Peeche Pad Gaya

Jodiyan Banti Hain Pehle Se Sabki
Jodiyan Banti Hain Pehle Se Sabki
Oh Leke Baaraat Ghar Tere Aaonga Main
Meri Nahin Yeh Marzi Hai Rab Ki
Aree Ja Re Ja Yun Jhooti Moothi Baatein Na Bana
Yeh Ladka Hai Allah Hai Hai Re Allah
Yeh Ladka Hai Allah Hai Hai Re Allah

Banno Ki Saheli Resham Ki Dori
Chup Chupke Sharmaaye Dekhe Chori Chori
Babul Ki Galiyaan Na Chadhke Jaana
Paagal Deewana Isko Samjhaana
Ye Mane Ya Na Mane Main To Ispe Mar Gaya
Yeh Ladki
Yeh Ladki Hai Allah Hai Hai Re Allah
Yeh Ladka Hai Allah Hai Hai Re Allah
Yeh Ladki Hai Allah Hai Hai Re Allah
Yeh Ladka Hai Allah Hai Hai Re Allah


Album von Yeh Ladka Hai Allah
Videos
Video
Alle Musiktexte von Kabhi Khushi Kabhi Gham
Musikvideo Yeh Ladka Hai Allah
status
Fehlerfrei!

Eingestuft von Unbekannt
weitere kostenlose Liedtexte von Kabhi Khushi Kabhi Gham
Suraj Hua Maddham Chaand Jalne Laga Aasmaan Yeh Haay Kyon Pighalne Laga Suraj Hua Maddham Chaand Jalne ...
Kabhi Khushi Kabhie Gham Na Judaa Honge Hum Kabhi Khushi Kabhie Gham Meri Saason Mein Tu Hai Sama...
Say Shava Shava Say Shava Shava Say Shava Shava Say Shava Shava Roop Hai Tera Sona Soni Teri Payal Roop Hai Tera Sona...
Dekha Tum Ko Jabse Bas Dekha Tum Ko Yaara Tum Se Koyi Achcha Hai Na Tum Se Koyi Pyaara Yun Nazre Na Phe...
Kabhi Khushi Kabhie Gham Na Judaa Honge Hum Kabhi Khushi Kabhie Gham Kya Bebasi Hai Yeh Kya...
Pooja Kaun Hai Jisne Dubaara Mudke Mujhe Nahin Dekha Who Is He Girls Oh My Gosh Deewana Hai Dekho Bekar...
Kommentare zum Songtext: "Yeh Ladka Hai Allah"
Dein Kommentar: eingelogged als Gast
Werbung    17.05.2010