Suraj Hua Maddham Songtext - Kabhi Khushi Kabhi Gham

Suraj Hua Maddham Chaand Jalne Laga
Aasmaan Yeh Haay Kyon Pighalne Laga

Suraj Hua Maddham Chaand Jalne Laga
Aasmaan Yeh Haay Kyon Pighalne Laga

Main Thehra Raha Zameen Chalne Lagi
Dhadka Yeh Dil Saas Thamne Lagi
Oh Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai
Sajna Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai

Suraj Hua Maddham Chaand Jalne Laga
Aasmaan Yeh Haay Kyon Pighalne Laga

Main Thehri Rahi Zameen Chalne Lagi
Dhadka Yeh Dil Saas Thamne Lagi
Oh Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai
Sajna Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai



Tere Hi Rang Se Yun Mein To Rangi Hoon Sanam
Paake Tujhe Khud Se Hi Kho Rahin Hoon Sanam
Oh Mahiya Main Tere Ishq Mein Haan Doob Ke
Paar Mein Ho Rahi Hoon Sanam

Sagar Hua Pyaasa Raat Jagne Lagi
Shole Ke Dil Mein Bhi Aag Jalne Lagi

Main Thehri Rahi Zameen Chalne Lagi
Dhadka Yeh Dil Saas Thamne Lagi
Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai
Sajna Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai

Suraj Hoaa Maddham Chaand Jalne Laga
Aasmaan Yeh Haay Kyon Pighalne Laga

Sajna Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai


Album von Suraj Hua Maddham
Videos
Video
Alle Musiktexte von Kabhi Khushi Kabhi Gham
Musikvideo Suraj Hua Maddham
status
Fehlerfrei!

Eingestuft von Unbekannt
weitere kostenlose Liedtexte von Kabhi Khushi Kabhi Gham
Bano Ki Mehndi Kya Kehna Bano Ka Joda Kya Kehna Bano Lage Hai Phoolon Ka Gehna Bano Ki Aankhen Kajrar...
Kabhi Khushi Kabhie Gham Na Judaa Honge Hum Kabhi Khushi Kabhie Gham Meri Saason Mein Tu Hai Sama...
Say Shava Shava Say Shava Shava Say Shava Shava Say Shava Shava Roop Hai Tera Sona Soni Teri Payal Roop Hai Tera Sona...
Dekha Tum Ko Jabse Bas Dekha Tum Ko Yaara Tum Se Koyi Achcha Hai Na Tum Se Koyi Pyaara Yun Nazre Na Phe...
Kabhi Khushi Kabhie Gham Na Judaa Honge Hum Kabhi Khushi Kabhie Gham Kya Bebasi Hai Yeh Kya...
Pooja Kaun Hai Jisne Dubaara Mudke Mujhe Nahin Dekha Who Is He Girls Oh My Gosh Deewana Hai Dekho Bekar...
Kommentare zum Songtext: "Suraj Hua Maddham"
Dein Kommentar: eingelogged als Gast
Werbung    17.05.2010